Hi friends, Sorry SMS plays a very important role in our life. If we made any mistake, then sorry SMS are very important for you. Before some days one of our reader demand for Sorry SMS In Hindi on our blog and we found that this is very broad search term on the internet.
So today we are coming with some latest sorry messages in Hindi on our blog for our readers. Now you can say sorry to anyone in some unique way. You can send these SMS to your friends, girlfriend and family members.
Aaj kuch kami c hai tere baghair,
Na rang na roshni hai tere baghair,
Waqt apni raftaar se chal raha hai,
Bas dharkan thami c hai tere baghair..!!!Aaj mein nein khud se ye wada kiya hai,
Maafi mangoon gha uss sey jisko ruswa kiya hai,
Har mord par hee hon gha mein uss k sath sath,
Maloom hai k mein nein usko kitna juda kiya haiAgar tum ko hum pe gussa hai toh
Ghantaghar tod do
Ring road mod do
Sahid gate fod do
Titanic ko fevicol se jod do
Magar mujhe aise sms karna mat chod do.Chup rehte hai kyuki koi khafa na ho jaye…….
Humse koi rushwa na ho jaye……
Badi mushkil se koi apna bana hai,,,,
Milne se pehle hi kahin juda na ho jaye
Dil kay dard chupana kitna mushkil hota hai,
Toot kay phir muskurana kitna mushkil hota hai,
Door jab chaloo kisi kay saath to phir,
Tanha laut kay ana kitna mushkil hota hAj uski yaad ne tarpaya bht.
Aj na chahty huay b vo yaad aya buhat,
Wo mera tha,
Mera hai,
Mera rahega,
Hm ne is khayal se khud ko behlaya bhtBegano se dosti ki gunjais nahi hoti,
Mout ke badh koi khavaish nahi hoti.
Saayad koi pyaar bhara dil tuta hoga,
Warna november ke mahine mein barish nahi hoti.
I am sorry!!!Bhool se koi bhool hui to
Bhool samajh kar bhool jana.
Aur bhoolna sirf bhool ko,
Bhool se bhi hame na bhulanaDosti main dooriyan to aati rehti hain
Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai
Wo dosti hi kiya jo naraz na ho
Per sachi dosti dosto ko mana leti hai
Mill jaye koi Naya to Hamein na Bhula dena
Koi Rulaye Tumhein to Hamein Yaad kar lena
Dost Rahange umar bhar Tumhare
Tumhari Khushi na sahi Gham hi Baant lenaJaane ki baat ki mujh ko saza deta hai..
Meri hansti hui ankhon ko rula deta hai..
Ek muddat se khabar bhi nahi li meri…
Kia is tarah bhi koi apnon ko bhula deta hai??Bohat udass hai koi shakhs teray janey se,
Ho sakay too lout aa kisi bahane se,
Tu lakh khafa sahi ek bar too dekh,
Koi toot gaya hai teray rooth janay se…!!!Dil ki choton ne kabhi chen se rehne na dia,
Jab chali sard hawa main ne tumhe yaad kia,
Iska rona nai kiu tumney kia dil barbaar,
Iska ghum hai k buhat dair se barbaad kia..Din mai deep jalane se kya hoga,
Raah mai aag lagane se kya hoga,
Jinhe humari yaad b nahi aati,
Unhe sms karne se kya hogaHo sakta hai humne anjaane mein aapko kabhi rula diya,
Aapne duniya k kehne pe hume bhula dia,
Hum to vaise bhi akele the,
Kya hua agar aapne ehsaas dila diya.Hum apne aap par goroor nahin karte,
Kisi ko pyar karne par majboor nahin karte.
Magar jise ek baar dil main basa lein
Phir marte dum tak usay dil se door nahin karte..Humse koi gila ho jaye to maaf karna
Yaad na kar paaye to maaf karna
Dil se to hum aapko bhulenge nahi
Ye dil hi ruk jaye to maaf karmaIs kadar humari chahat ka imtihaan na lijiye,
Kyun ho khafa ye bayaa to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.Khata ho gaayi to saza suna do,
dil mei itna dard kyun h wajah bata do.
Der ho gayi h yad karne me zarur,
lekin tmko bhula denge ye khayal dil se mita do.Ek Khubsurat Soch:
Dusaro ko itni Jaldi Maaf kar diya karo
Jitni jaldi aap Uparwale se apne liye Maafi ki
Umeed Rakhte hoKoi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai…….Ishq wahi hai jo ho ektarfa,
Izhar-e-ishq to khwahish ban jaati hai,
Hai agar ishq to aankho mein dekho,
Zuban kholne se yeh numaish ban jaati hai..Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.Jab yaad ati hai aapki muskura lete hein,
Kuch pal har ghum bhola dete hai,
Kese bheeg sakti hai aap ki aankhen,
Aapke hissy k aanso to hum baha lete hainDosti main dooriyan to aati rehti hain
Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai
Wo dosti hi kiya jo naraz na ho
Per sachi dosti dosto ko mana leti haiDua maangi thi aashiane ki,
Chal pari aandiyan zamane ki,
Mera dard koi nai samajh paya,
Kyunki meri aadat thi muskurane ki….Jane kya mujhse yeh zamana chahata hai,
Mera dil todkar mujhe hi hasana chahata hai,
Jane kya baat jhalakti hai mere chehre se,
Har shaqs mujhe aazmana chahta hai.Koi ohad bhi usko yaad nai,
Koi bat bhi usko yaad nahi,
Ek shaks ne usko chaha tha,
Woh zaat bhi usko yaad nahi!!!Kuchh log aise hote hain jo pal bhar me paraya kar jatey hain,
Manzil ko dekhtey hi ek pal me rasta badal jatey hain,
Jate jate dil se woh kuchh is kadar khel ke jatey hain,
Jiski aag me hum umra bhar baas jaltey hi reh jatey hain..Mill jaye koi naya to hamein na bhula dena
Koi rulaye tumhein to hamein yaad kar lena
Dost rahange umar bhar tumhare
Tumhari khushi na sahi gham hi baant lena.Phir chupke se yaad aa gaya koi,
In hasti aakho ko rula gaya koi,
Kaise shukriya aada karu uska,
Es nachis ko pyar karna sikha gaya koTeri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge?Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge?Khawab na tute, dil na tute
Aap na hamse ruthe
Baat na tute, saath na chute
Hamare beech ka ye fasla to tute.Koi kuch bhi na kahe to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja ke koi kahe hum le lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to batadain meri khata kya haiTum hasti ho mujhe hasane ke liye
Tum roti ho mujhe rulane ke liye
Tum ek bar rooth kar to dekho
Mar jaunga tumhe manane ke liyeYaad kerta hain tumhain tanhai main,
Dil dooba hai gamaon ki gehrai main,
Hame mat dhoondna duniya ki bheir mein,
Hum milenge tumhain tumhari parchai main.Zakhm itne gehre hain,
Izhaar kya karen,
Hum khud nishaana ban gaye,
Waar kya karen,
Mar gaye hum,
Magar khuli rahi aankhen,
Ab isse zyaada unka,
Intezaar kya karen